Dhoond rahe ho jawab kyun,
Kisi aur ke jawab mein?
Karo bharosa soch pe apni,
Shayad chhupa ho jawab kisi khayal mein.
Ek baar puch ke dekho,
Daro nahi sawal se.
Jo jawab milega jab khud se puchoge,
Hoga woh dil se aur dimaag se.
Jis sawal ka jawab bhaaye na mann ko,
Sawal karo aise sawal pe.
Kyun soch rahe ho itna? Waqt do aur khud se pucho!
Woh andaaz kahan kisi aur ke jawab mein?
Kisi aur ke jawab mein?
Karo bharosa soch pe apni,
Shayad chhupa ho jawab kisi khayal mein.
Ek baar puch ke dekho,
Daro nahi sawal se.
Jo jawab milega jab khud se puchoge,
Hoga woh dil se aur dimaag se.
Jis sawal ka jawab bhaaye na mann ko,
Sawal karo aise sawal pe.
Kyun soch rahe ho itna? Waqt do aur khud se pucho!
Woh andaaz kahan kisi aur ke jawab mein?
Kya baat,kya baat.....kya baat.....Beautifully written shriya👌👌👌
ReplyDeleteThank you, Ronak :)
DeleteMan asks questions
ReplyDeleteTherefore he thinks that he exists
No other animal asks questions
Therefore they do not exist
Existence is the question
That no one has the answer to .
God gave us the ability to ask questions
Let's not question our ability to answer too
Well said, Swastik :)
DeleteKyaa baat.. kyaa baat.. kya baat...
ReplyDeleteToo good Shriya... very aptly put..
ReplyDeleteDeep inside...I have answers to all my questions
Thank you, Ash :)
DeleteKeep up the work! You are doing awesome work :) <3
ReplyDeleteThank you, Harshikha <3
Delete